Best poetry in urdu textShayari | Sad Poetry Images | Urdu Poetry | Rekhta Shayari Shayari | Sad Poetry Images | Urdu Poetry | Rekhta Shayari Very Sad Shayari, Sad Quotes In Urdu, Sad Shayari In English. Sad Poetry in Urdu text
Zindagi Sad Poetry in Urdu text
اب نکلے گا تیری آنکھوں سے جنازہ میرا،
لوگ تیرے آنسووں میں میری میت دیکھیں گے!
Sad Shayari SMS Sad Poetry in Urdu text
یہ مجھے چین کیوں نہیں پڑتا؟
ایک ہی شخص تھا جہاں میں کیا؟
Sad Dukhi Shayari in Urdu Poetry in Urdu text
وقت نے بتا دیا لوگوں کا معیار، ورنہ،
ہم بھی وہ تھے جو سب کو اپنا کہتے تھے!
Best Sad Poetry in Urdu Images Poetry in Urdu text
اور تو کچھ نہیں کیا میں نے،
بس اپنی حالت تباہ کر لی ہے!
Urdu Full Sad Poetry Poetry in Urdu text
Aur To Kuch Nahi Kiya Main Nay,
Bas Apni Halat Tabah Kar Li Hai!
Poetry in Urdu text
لذت غم بڑھا دیجئے
آپ پھر مسکرا دیجئے
میرا دامن بہت صاف ہے
کوئی تہمت ہی لگا دیجئے
Sad Poetry in Urdu text
Suno Tum Yaad Aatay Ho Bohot He Yaad Aatay Ho
Tumharay Saath Beeta Aik Aik Pal Tumhari Yaad Dilata Hai
Wo Lamha Muhabbat Hai Tumhari Yaad Dilata Hai
Tumhari Yaad Kay Sadqay Ham Apna Aap Bhool Jatay Hain
Suno is Dil Ki Aarzo Tum Ho Tum He Bas Yaad Aatay Ho
Bht He Yaad Aatay Ho Sach Main Yaad Aatay Ho..!
سنو تم یاد آتے ہو بہت ہی یاد آتے ہو
تمھارے ساتھ بیتا ایک ایک پل تمہاری یاد دلاتا ہے
وہ لمحہ محبّت ہے تمہاری یاد دلاتا ہے
تمہاری یاد کے صدقے ہم اپنا آپ بھول جاتے ہیں
سنو اس دل کی آرزو تم ہو تم ہی بس یاد اتے ہو
بہت ہی یاد آتے ہو سچ میں یاد آتے ہو
Kabhe SOchta Hon Kay Poetry in Urdu text
Kabhe Sochta Hon Kay Mujhay Sochti Hogi Wo
Phr Sochta Hon Kay Ye Kia Sochta Hon Main
کبھی سوچتا ہوں کہ مجھے سوچتى ہوگی وه
پھر سوچتا ہوں کہ یہ کیا سوچتا ہوں میں
Meri Tasveer Banao To Poetry in Urdu text
Meri Tasveer Banao To Sab Rang Bharna Muhabbat Kay
Magar Jab Aankhain Banao To Aanso Rawan Rakhna..!
میری تصویر بناؤ تو سب رنگ بھرنا محبت کے
مگر جب آنکھیں بناؤ تو آنسو رواں رکھنا
Aik Ajeeb Si Kaifiyat Hai Poetry in Urdu text
Aik Ajeeb Si Kaifiyat Hai Meri Tum Bin
Reh Bhe Laita Hon Aur Raha Bhe Nahin Jaata..!
ایک عجیب سی کیفیت ہے میری تم بن
رہ بھی لیتا ہوں اور رہا بھی نہیں جاتا
Bari Sochain Mere Chehray Pe Poetry in Urdu text
Bari Sochain Mere Chehray Pe Chipki Reh Gaen
Main Jawan Umri Main He Sadiyoun Purana Ho Gaya..!
بڑی سوچیں میرے چہرے پہ چپکی رہ گئیں
میں جواں عمری میں ہی صدیوں پرانا ہو گیا
Aankhain Hamari Daikh Kay Poetry in Urdu text
Aankhain Hamari Daikh Kay Wo Shakhs Hamain Sharabi Keh Gaya
Us Nadaan Ko Kia Khabar Ham Sootay Nahin Kisi Ki Yaad Main
آنکھیں ہماری دیکھ کے وہ شخص ہمیں شرابی کہہ گیا
اس نادان کو کیا خبر ہم سوتے نہیں کسی کی یاد میں رات بھر
Kuch Bhe Khaas Nahin Poetry in Urdu text
Kuch Bhe Khaas Nahin Mujh Main
Han Main Aam Se Bhe Aam Hon..!
کچھ بھی خاص نہیں مجھ میں
ہاں میں عام سے بھی عام ہوں
Log Bht Se Piyaray Hain Poetry in Urdu text
Log Bht Se Piyaray Hain Mujh Ko
Magar Wo Sab Se Piyara Hai Usay Kehna..!
لوگ بہت سے پیارے ہیں مجھ کو
مگر وہ سب سے پیارا ہے اسے کہنا
Agar Wo Bichar Kar Poetry in Urdu text
Agar Wo Bichar Kar Jee Saktay Hain
To Marain Gay Ham Bhe Nahin..!
اگر وہ بچھڑ کر جی سکتے ہیں
تو مریں گے ہم بھی نہیں
Us Ki Chahat Poetry in Urdu text
Us ki Chahat Wo Karbala Hai
Jahan Meri Har Aarzo Shaheed Hoti Hai..!
اس کی چاہت وہ کربلا ہے
جہاں میری ہر آرزو شہید ہوتی ہے
Kai Baar Howa Yahan Poetry in Urdu text
Kai Baar Howa Yahan Khoon e Wafa
Bas Yahi Hai Sila Dil Walon Ne Dia..!
کئی بار ہوا یہاں خون وفا
بس یہی ہے صلہ دل والوں نے دیا
Un Kay Andaaz Karam Poetry in Urdu text
Un Kay Andaaz Karam
Un Pe Wo Aana Dil Ka
Hayee Wo Waqt Wo Baatain
Wo Zamana Dil Ka..!
ان کے انداذ کرم
ان پہ وہ آنا دل کا
ہائے وہ وقت وہ باتیں
وہ زمانہ دل کا
Ab To Kuch Bhe Nahin Poetry in Urdu text
Ab To Kuch Bhe Nahin Raha Dil Main
Pehlay Afsoos Bhe Tha Hairat Bhe..!
اب تو کچھ بھی نہیں رہا دل میں
پہلے افسوس بھی تھا حیرت بھی
Jo Mayasar Nahin Poetry in Urdu text
Jo Mayasar Nahin Haqiqat Main
Sar Pe Mere Sawaar Sa Kyoun Hai..!
جو میسر نہیں حقیقت میں
سر پہ میرے سوار سا کیوں ہے
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,Poetry in Urdu text
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain
फ़िर्क़ा-बंदी है कहीं और कहीं ज़ातें हैं
क्या ज़माने में पनपने की यही बातें हैं
فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں
Nakhre Toh Main Apne Bhi Nahi Jhelta Poetry in Urdu text
Nakhre Toh Main Apne Bhi Nahi Jhelta
Toh Tu Kis Khet Ki Muli Hai
نخرے تو میں اپنے بھی نہیں جھیلتا
تو تُو کس کھیت کی مولی ہے
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai Poetry in Urdu text
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ… तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं, ऐतबार की है।
چمک سورج کی نہیں میرے کردار کی ہے
خبر یہ آسمان کے اخبار کی ہے
میں چلوں تو میرے سنگ کارواں چلے
بات غرور کی نہیں اعتوار کی ہے
Itna Bhi Gumaan Na Kar Poetry in Urdu text
Itna Bhi Gumaan Na Kar
Apni Jeet Par Ae Bekhabar,
Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain
इतना भी गुमान न कर
अपनी जीत पर ऐ बेखबर,
शहर में तेरे जीत से ज्यादा
चर्चे तो मेरी हार के हैं।
اتنا بھی گمان نہ کر
اپنی جیت پر اے بے خبر
شہر میں تیری جیت سے زیادہ
چرچے تو میری ہار کے ہیں